aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sar"
hai ajiib aalam-e-sarKHushii na shakeb hai na shikastagiikabhii manzilo.n se guzar ga.e kabhii rahguzar kii talaash hai
aaj hai 'haafiz-e-'shiiraazii'-o-'KHayyaam'-o-'naziirii'-o-'fuGaanii'-o-'zuhuurii' kaa javaabye tiraa 'josh' ki hai mast-o-KHaraabaatii-o-sar-halqa-e-rindaan-e-jahaa.n qibla-e-KHaasaan-e-bahaar
ye jis ne jaan dii hai naan degaadiyaa hai jis ne sar saamaan degaa
qalam ho jaa.e sar parvaa na karnaaamiir-e-shahr ko sajda na karnaa
kuchh un ke liye haath uThaa aur du.aa kar‘sartaaj’ tire in dino.n biimaar bahut hai.n
sar pe jo mayassar nahii.n hai chaadar-e-tathiiris zulm-e-yaziidii pe falak nauha-kunaa.n hai
terii talaash me.n hai.n mire saath sargiraa.nmerii hayaat-o-maut kaa saudaa-e-KHaam dekh
ye be-navaa.ii hamaarii saudaa-e-sar hai ghar me.n basaa diyaa haimakaan KHaalii hai lekin is ko nigaar-KHaana banaa diyaa hai
ishq-o-junuu.n me.n ziist ko barbaad kar chukaakahte hai.n log 'maz.har'-e-aashufta-sar mujhe
kab kar de.n sairaab kisii ko vo, un kesar se ghaTaa.e.n lipTii hai.n gesuu ban kar
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books