aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sat"
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.ndo qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchhus ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.nagar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa
baiTh kar saaya-e-gul me.n 'naasir'ham bahut ro.e vo jab yaad aayaa
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.nbaiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
aaKHirash vo bhii kahii.n ret pe baiThii hogiiteraa ye pyaar bhii dariyaa hai utar jaa.egaa
'miir' ke diin-o-maz.hab ko ab puuchhte kyaa ho un ne toqashqa khii.nchaa dair me.n baiThaa kab kaa tark islaam kiyaa
us mahfil-e-kaif-o-mastii me.n us anjuman-e-irfaanii me.nsab jaam-ba-kaf baiThe hii rahe ham pii bhii ga.e chhalkaa bhii ga.e
vo paas kyaa zaraa saa muskuraa ke baiTh gayaamai.n is mazaaq ko dil se lagaa ke baiTh gayaa
phir us ke baa'd ka.ii log uTh ke jaane lagemai.n uTh ke jaane kaa nusKHa bataa ke baiTh gayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books