aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "scheme"
vo naala dil me.n KHas ke baraabar jagah na paa.ejis naala se shigaaf pa.De aaftaab me.n
ye Gazal apnii mujhe jii se pasand aatii hai aaphai radiif-e-sher me.n 'Gaalib' zi-bas takraar-e-dost
hai tajallii tirii saamaan-e-vajuudzarra be-partav-e-KHurshed nahii.n
mukaafaat-e-amal KHud raasta tajviiz kartii haiKHudaa qaumo.n pe apnaa faisla jaarii nahii.n kartaa
ai chaa.nd is me.n terii bhii saazish zaruur haitaare kidhar ga.e hai.n mire aasmaan ke
paar utarne me.n bhii ik suurat-e-Garqaabii haikashti-e-KHvaab rah-e-mauj pe bahnaa achchhaa
le chalii hai.n saahil par mujh ko sar-phirii mauje.njaise ye bhii tuufaa.n kii ho ko.ii na.ii saazish
hame.n tabaah kiyaa aab o gil kii saazish neki ek dost hamaaraa bhii aasmaan me.n hai
kabhii vo sher-o-suKHan kaa shaidaa kabhii vo tahqiiq kaa divaanavo merii Gazlo.n kaa husn-e-matl.a mire maqaale ke baab jaisaa
muhassal nazm-e-'saaqib' kaa na puuchhofaqat lafze.n hai.n matlab kuchh nahii.n hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books