aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "school"
shikaayat hai mujhe yaa rab KHudaava.ndaan-e-maktab sesabaq shaahii.n bachcho.n ko de rahe hai.n KHaak-baazii kaa
pa.Dh nahii.n sakte to shaitaanii kare.naa ga.e school me.n to jaa.e.n kyaa
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaidmasjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho
bhale lagte hai.n schoolo.n kii uniform me.n bachcheka.nval ke phuul se jaise bharaa taalaab rahtaa hai
shukr karo tum is bastii me.n bhii school khulaa varnamar jaane ke baa'd kisii kaa sapnaa puuraa hotaa thaa
aql ke madrase se ho ishq ke mai-kada me.n aajaam-e-fanaa va be-KHudii ab to piyaa jo ho so ho
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuzlekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
uThaa mai.n madrasa o KHaanqaah se Gamnaakna zindagii na mohabbat na ma.arifat na nigaah
galaa to gho.nT diyaa ahl-e-madrasa ne tiraakahaa.n se aa.e sadaa laa ilaah il-lallaah
kis ko maaluum hai ha.ngaama-e-fardaa kaa maqaammasjid o maktab o mai-KHaana hai.n muddat se KHamosh
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books