aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "second"
biit gayaa saavan kaa mahiina mausam ne nazre.n badlii.nlekin in pyaasii aa.nkho.n se ab tak aa.nsuu bahte hai.n
daaman-e-shab ko agar chaak bhii kar lii.n to kahaa.nnuur me.n Duubaa hu.aa sub.h kaa aa.nchal milnaa
ghaTaa.o.n kii aamad ko saavan tarastefazaa.o.n me.n bahkii baGaavat na hotii
ghaayal panchhii terii kunj me.n aan giraa haiis panchhii kaa duusraa pheraa phir nahii.n hogaa
bas itne par hame.n sab log diivaana samajhte hai.nki is duniyaa ko ham ik duusrii duniyaa samajhte hai.n
ham bhii lai ko tez kare.nge buu.ndo.n kii bauchhaar ke saathpahlaa saavan jhuulne vaalo tum bhii pe.ng ba.Dhaa denaa
pattharo.n me.n aa.inaa maujuud haiya.anii mujh me.n duusraa maujuud hai
karam kii suurat-e-avval to jaa.n-gudaaz na thiikaram kaa duusraa pahluu dikhaa ke maar diyaa
phuulo.n pe barastii huu.n kabhii suurat-e-shabnambadlii hu.ii rut me.n kabhii saavan kii jha.Dii huu.n
duusraa faisla nahii.n hotaaishq me.n mashvara nahii.n hotaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books