aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "servant"
ye hai mai-kada yahaa.n rind hai.n yahaa.n sab kaa saaqii imaam haiye haram nahii.n hai ai shaiKH jii yahaa.n paarsaa.ii haraam hai
'Gaalib' vaziifa-KHvaar ho do shaah ko du.aavo din ga.e ki kahte the naukar nahii.n huu.n mai.n
chaa.nd sitaare qaid hai.n saare vaqt ke bandii-KHaane me.nlekin mai.n aazaad huu.n saaqii chhoTe se paimaane me.n
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kiiaziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa
Gair ko yaa rab vo kyuu.nkar mana-e-gustaaKHii karegar hayaa bhii us ko aatii hai to sharmaa jaa.e hai
jaa.eza dil kaa agar lo to vafaa se KHaaliishakl dekho to namak-KHvaar nazar aate hai.n
hamaaraa naam bhii likh lo jo hai qalam jaariiqadiim aap ke KHidmat-guzaar ham bhii hai.n
ko.ii meraa imaam thaa hii nahii.nmai.n kisii kaa Gulaam thaa hii nahii.n
jo mushtarii hai banda hai us KHush-jamaal kaayuusuf bane Gulaam KHariidaar ke liye
lagaa huu.n mai.n 'talab' is sach ko jhuTlaane me.n barso.n semai.n kal aaqaa thaa jis kaa ab mire beTe kii daasii hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books