aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "shaiKH"
saaGar-shikan hai shaiKH-e-balaa-nosh kii nazarshiishe ko zer-e-daaman-e-ra.ngii.n chhupaa ke laa
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostiibe-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaamajlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
dekh lete jo unhe.n to mujhe rakhte ma.azuurshaiKH-saahib magar us bazm me.n jaa hii na sake
shaiKH-saahib ko roz kii roTiiraat bhar kii badii se miltii hai
iqtizaa fitrat kaa ruktaa hai kahii.n ai ham-nashii.nshaiKH-saahib ko bhii aaKHir kaar-e-shab karnaa pa.Daa
shaiKH o piir-e-muGaa.n kii KHidmat me.ndil se ik e'tiqaad hai ham ko
chalo gumraahiyo.n kii ru.ii bhar lo apne kaano.n me.nsunaa hai shaiKH-saahab aaj kuchh farmaane vaale hai.n
paanii me.n shakar ghol ke piitaa to hai ai shaiKHKHaatir se milaa de mirii do ghuu.nT sharaab aur
'shauqii' tujhe mil jaa.e.nge shaiKH aur barahmanis shahr ke maiKHaane me.n aa sub.h se pahle
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books