aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sindh"
'faiz' auj-e-KHayaal se ham neaasmaa.n sindh kii zamii.n kii hai
har maujh-e-aab-e-sindh hu.ii vaqf-e-pech-o-taab'mahruum' jab vatan me.n hamaarii KHabar ga.ii
ke-pii-ke afghanistan hai aur balochistan iiraansindh hai chiin me.n aur pyaaraa punjab arab kaa hissa hai
mai.n har dargaah pe jaa.uu.ngiiho sindh ho yaa lahore sajan
fat.h-baaGii ne nasar-puurii hai.n balkisindh me.n bhii haidraabaadii hai.n ham
hazaaraa.n shukr mulk-e-sindh me.n bhiimiraa maskan hai shahr-e-hyderabad
jab hindii sindhii punjabi islaam me.n aa kar ek hu.eai firqa-parasto baaz aa.o phir firqa-parastii laa'nat hai
raavii kii shaam sindh kii nikhrii hu.ii saharkaam aa sake to un ko mirii zindagii lage
kinaar-e-sindh guzrii hai mirii ik umr ai shabnamsaliiqa mujh ko dariyaa ne sikhaayaa ashk-baarii kaa
pahchaan mujhe bhii ki zamii.n shakl hai meriimai.n sindh kaa chehra huu.n na punjab kii suurat
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books