aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "standing"
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.nkaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.iidin gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
ye vaqt aane pe apnii aulaad apne ajdaad bech degiijo fauj dushman ko apnaa saalaar girvii rakh kar palaT rahii hai
shikasta-paa raah me.n kha.Daa huu.n ga.e dino.n ko bulaa rahaa huu.njo qaafila meraa ham-safar thaa misaal-e-gard-e-safar gayaa vo
pahu.nchaa jo tere dar pe to mahsuus ye hu.aalambii sii ek qataar me.n jaise kha.Daa huu.n mai.n
KHud-kalaamii me.n kab ye nashsha thaajis tarah ruu-ba-ruu ko.ii hai abhii
sochtaa huu.n to kahaanii kii tarah lagtaa hairaaste se miraa taknaa tiraa chhat par honaa
kho gayaa aaj kahaa.n rizq kaa dene vaalaako.ii roTii jo kha.Daa maa.ng rahaa hai mujh se
sar-daadgaan-e-ishq-o-mohabbat kii kyaa kamiiqaatil kii teG tez KHudaa kii zamii.n rahe
ba.De ba.De Gam kha.De hu.e the rasta roke raaho.n me.nchhoTii chhoTii KHushiyo.n se hii ham ne dil ko shaad kiyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books