aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "table"
farsh par kaaGaz u.Dte phirte hai.nmez par gard jamtii jaatii hai
si.ngaar-daan me.n rahte ho aa.ine kii tarahkisii ke haath se gir kar bikhar ga.e hote
ham do paa.e hai.n so hame.nmez pe jaa kar charnaa hai
dil-e-hasrat-zada thaa maa.ida-e-lazzat-e-dardkaam yaaro.n kaa ba-qadr-e-lab-o-dandaa.n niklaa
mez par nanhaa saa ik kaaGaz kaa Tuk.Daa chho.D karzindagii kii har KHushii vo naa-gahaanii le gayaa
na niklaa aa.nkh se terii ik aa.nsuu us jaraahat parkiyaa siine me.n jis ne KHuu.n-chakaa.n mizhgaan-e-sozan ko
saara aaraa.ish kaa saamaa.n mez par sotaa rahaaaur chehra jagmagaataa jaagtaa ha.nstaa lagaa
kone me.n baadshaah pa.Daa uu.nghtaa rahaaTable pe raat kaT ga.ii begam Gulaam se
bas ik piyaalii hai mez par aurvo muntazir ab miraa nahii.n hai
ko.ii shikva na shikaayat na vazaahat ko.iimez se bas mirii tasviir haTaa dii us ne
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books