aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "taj"
jise taaj kahtaa hai ye jahaa.nvo haqiiqatan to mazaar hai
aarzuu kaa 'aziiz' taaj-mahalzindagii kii tabaahiyaa.n tauba
'taaj' hai banda tiraa husn-e-azalkyaa bhalaa is se bhii parda chaahiye
mai.n ne kii taaj-mahal kii taa'miirkaun hai shaah-jahaa.n rahne do
'taaj' us se miraa ta'alluq kyaamere sar kii qasam jo khaataa hai
KHvaabo.n me.n hasii.n taaj-mahal kartaa hai ta.amiirapne liye ik ghar jo banaa bhii nahii.n saktaa
phuul kaa zevar taaj-mahalruup kaa saagar taaj-mahal
mere liye ta.amiir karo kyo.n taaj-mahalmere liye ik kaashaane kii baat karo
taaj-mahal ko marmarii.n jism kii ik Gazal kahuu.napnii Gazal ko nuur kaa u.Dtaa hu.aa mahal kahuu.n
taaj-mahal kii ziinat bhii hai KHuub magartaaj se pyaaraa ek nazaara vo la.Dkii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books