aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "taur"
girnii thii ham pe barq-e-tajallii na tuur pardete hai.n baada zarf-e-qadah-KHvaar dekh kar
muusaa samjhe the armaa.n nikal jaa.egaaye KHabar hii na thii tuur jal jaa.egaa
ik KHvaab kii vaadii hai jis me.n rahte hai.n hamesha kho.e hu.edhartii pe nahii.n hai.n jin ke qadam vo tuur kii baate.n karte hai.n
jhumke dikhaa ke tuur ko jin ne jalaa diyaaaa.ii qayaamat un ne jo parda uThaa diyaa
kyuu.n Gash hu.e kaliim tajallii-e-tuur parvo ik charaaG thaa mire dil ke mazaar kaa
vo to rahaa kaliim ke israar kaa javaabaur ye jo tuu ne tuur kii miTTii KHaraab kii
chashm-e-hairaa.n me.n samaa.e hai.n ye kis ke jalvetuur har gaam pe raqsaa.n hai.n jidhar jaate hai.n
jalaatii hai dil 'aatish' tuur kii tarahkisii parda-nashii.n kii lan-taraanii
aag na thii to patthar thaaaag jalii to tuur hu.aa
hu.aa nazzaara lekin yuu.n ki nazzaara bhii mushkil thaajahaa.n tak kaam kartii thii.n nigaahe.n tuur haa.il thaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books