aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "water"
aa.nkh me.n paanii rakho ho.nTo.n pe chingaarii rakhozinda rahnaa hai to tarkiibe.n bahut saarii rakho
tishna-e-KHuu.n hai apnaa kitnaa 'miir' bhii naadaa.n talKHii-kashdam-daar aab-e-teG ko us ke aab-e-gavaaraa jaane hai
tishnagii me.n lab bhigo lenaa bhii kaafii hai 'faraaz'jaam me.n sahbaa hai yaa zahraab mat dekhaa karo
jab paanii me.n chehra dekhaatuu ne kis ko sochaa chaa.nd
mire taa.ir-e-nafas ko nahii.n baaGbaa.n se ranjishmile ghar me.n aab-o-daana to ye daam tak na pahu.nche
jaise sahraa.o.n me.n har shaam havaa chaltii haiis tarah mujh me.n chalo aur mujhe jal-thal kar do
pe.D mujhe hasrat se dekhaa karte themai.n jangal me.n paanii laayaa kartaa thaa
ra.ng kii apnii baat hai varnaaaKHirash KHuun bhii to paanii hai
mai.n ne apnii KHushk aa.nkho.n se lahuu chhalkaa diyaaik samundar kah rahaa thaa mujh ko paanii chaahiye
sirf KHanjar hii nahii.n aa.nkho.n me.n paanii chaahiyeai KHudaa dushman bhii mujh ko KHaandaanii chaahiye
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books