aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "welcome"
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagattumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
mai.n khule dar ke kisii ghar kaa huu.n saamaa.n pyaaretuu dabe-paa.nv kabhii aa ke churaa le mujh ko
aamad-e-dost kii naved kuu-e-vafaa me.n aam thiimai.n ne bhii ik charaaG saa dil sar-e-shaam rakh diyaa
galii me.n aur log bhii the aashnaahame.n salaam kar ga.e ho KHush raho
us kii KHushbuu se kabhii meraa bhii aa.ngan mahkemere ghar me.n bhii kabhii raat kii raanii aa.e
tum merii duniyaa me.n bilkul aise hotaash me.n jaise hukum kaa ikkaa hotaa hai
kahaa.n ho aa.o mirii bhuulii-bisrii yaado aa.oKHush-aamdiid hai mausam udaas hone kaa
ai maut ai bahisht-e-sukuu.n aa KHush-aamdiidham zindagii me.n pahle pahal muskuraa.e hai.n
dil jalaa.o yaa diye aa.nkho.n ke darvaaze parvaqt se pahle to aate nahii.n aane vaale
sharmaa ga.e lajaa ga.e daaman chhu.Daa ga.eai ishq marhabaa vo yahaa.n tak to aa ga.e
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books