aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "zauq"
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
qiimat me.n jins-e-dil kii maa.ngaa jo 'zauq' bosakyaa kyaa na us ne ham ko khoTii-kharii sunaa.ii
thaa 'zauq' pahle dehlii me.n panjaab kaa saa husnpar ab vo paanii kahte hai.n multaan bah gayaa
do gha.Dii aa.o mil aa.e.n kisii 'Gaalib' se 'qatiil'hazrat-e-'zauq' to vaabasta hai.n darbaar ke saath
in dino.n garche dakan me.n hai ba.Dii qadr-e-suKHankaun jaa.e 'zauq' par dillii kii galiyaa.n chho.D kar
aavaargii se kuu-e-mohabbat kii haath uThaaai 'zauq' ye uThaa na sakegaa khakhe.D tuu
nahii.n hai kam zar-e-KHaalis se zardi-e-ruKHsaartum apne ishq ko ai 'zauq' kiimiyaa samjho
kyaa hu.aa ai 'zauq' hai.n juu.n mardumuk ham ruu-siyaahlekin aa.nkho.n me.n samaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
lazzat-e-naavak-e-Gam 'zauq' se ho puuchhte kyaalab pa.De chaaTte hai.n zaKHm-e-jigar dekhte ho
le ga.ii ishq kii hidaayat 'zauq'un kane sab nihaayato.n se mujhe
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books