SEARCH RESULTS
Showing search results for ",mAzG"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",mazG"
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",mazG"
Ghazal
pareshaa.n raat saarii hai sitaaro tum to so jaa.o
sukuut-e-marg taarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ho umr-e-KHizr bhii to ho ma.aluum vaqt-e-marg
ham kyaa rahe yahaa.n abhii aa.e abhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaash sandal se mirii maa.ng ujaale aa kar
itne Gairo.n me.n vahii haath jo apnaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
