SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमरबेल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अमरबेल"
Ghazal
tere qaamat se bhii lipTii hai amar-bel ko.ii
merii chaahat ko bhii duniyaa kii nazar khaa ga.ii dost
Ahmad Faraz
Sher
ruuh me.n re.ngtii rahtii hai gunah kii KHvaahish
is amarbel ko ik din ko.ii diivaar mile
Saqi Faruqi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "अमरबेल"
MORE MATCHES FOR "अमरबेल"
Ghazal
diivaar pe vaa'do.n kii amar-bel cha.Dhaa dii
ruKHsat ke liye aur bahaana hii nahii.n thaa
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
saya-e-diwar
mu.nh dhulaatii savere kii pahlii kiran
saa.ebaa.n par amar-bel mahkii hu.ii
Khalilur Rahman Azmi
Short story
Akhtar Husain Raipurii
Sher
mujh se lipTaa hai amarbel ke maanind ko.ii
mujh ko be-barg na kartaa to samar detaa kyaa
Latif Shah Shahid
Sher
ko.ii phal paa.egaa kyaa tuKHm-e-mohabbat bo kar
is amar-bel me.n to barg-o-samar kuchh bhii nahii.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
lipaT ke ro.e amar-bel se dar-o-diivaar
palaT ke aa.e musaafir haveliyaa.n na khulii.n
Talib Husain Talib
Nazm
kulhaDi nai daraKHt se dasta hasil kiya
daraKHt ne amarbel ko zindagii dii
numuu baKHshii