SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंकार-ए-मोहब्बत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इंकार-ए-मोहब्बत"
Sher
chaahiye hai mujhe inkaar-e-mohabbat mire dost
lekin is me.n tiraa inkaar nahii.n chaahiye hai
Ahmad Kamran
Sher
iqraar-e-mohabbat to ba.Dii baat hai lekin
inkaar-e-mohabbat kii adaa aur hii kuchh hai
Akhtar Muslimi
Ghazal
inkaar-e-mohabbat ko tauhiin samajhte hai.n
iz.haar-e-mohabbat par ho jaate hai.n barham bhii
Shamim Karhani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "इंकार-ए-मोहब्बत"
Ghazal
ham se inkaar-e-mohabbat kaa bhalaa kab tak ho
us ke chehre pe ayaa.n saaf hamaaraa dukh hai
Saif Irfan
Ghazal
inkaar-e-mohabbat pe bhii 'rahbar' ko yaqii.n hai
vo an-kahii har baat kii tafsiir to degaa
Hasan Rahber
Ghazal
yaa-rab hayaat-e-ishq mirii be-mazaa na ho
jiite jii dil se dard-e-mohabbat judaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
kyaa marhale hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
dil par kahii.n banii hai mirii jaan par kahii.n