SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुश-ख़िसाल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ुश-ख़िसाल"
Ghazal
mohtaram nek dil KHush KHisaal aadmii
ab nazar aate hai.n KHaal-KHaal aadmii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii ko faa.eda-e-shaam-e-KHush-KHisaal milaa
kisii ke hisse me.n likkhaa gayaa KHasaara-e-shaam
Ain Tabish
Marsiya
हुजरे में बाप के गई ख़ातून-ए-ख़ुश-ख़िसाल
इस्मा से बोली मज़हर-ए-इसमा-ए-ज़ूलजलाल
Mirza Salaamat Ali Dabeer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ख़ुश-ख़िसाल"
Marsiya
tuu mu.nh to khol ai mire shabbiir-e-KHush-KHisaal
tar ho ga.e hai.n aa.nsu.o.n se gore gore gaal
Meer Anees
Ghazal
mumkin hai muntazir ho ko.ii KHaak-e-KHush-KHisaal
shaayad kahii.n ye saahil-e-rusvaa.ii KHatm ho
Zafar Iqbal
Naat
apne to apne kahte hai.n aGyaar bhii yahii
atvaar KHuub-ruu hai.n shah-e-KHush-KHisaal ke
Saddam Hussain Nazan
Ghazal
fuGaa.n ko zamzama kar de junuu.n ko shaant kare
ye rang bhii to mire yaar-e-KHush-KHisaal me.n hai
Kavish Abbasi
Ghazal
duur kaisaa hai aayaa kahaa.n Dhuu.nDiye
ab to milte nahii.n KHush-KHisaal aadmii
Naushad Ashhar
Ghazal
jis ko shikva thaa bad-KHisaalo.n se
phir vahii KHush-KHisaal kyuu.n aayaa
Fatima wasia Jayasi
Nazm
unT
al-Garaz tuu hai haliim o KHush-KHisaal
tarbiyat me.n chhoTe bachcho.n kii misaal