SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ढल"
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
raat to vaqt kii paaband hai Dhal jaa.egii
dekhnaa ye hai charaaGo.n kaa safar kitnaa hai
Waseem Barelvi
PAGE MATCHES FOR "ढल"
BOOKS MATCHES FOR "ढल"
MORE MATCHES FOR "ढल"
Ghazal
har ek lahza yahii aarzuu yahii hasrat
jo aag dil me.n hai vo sher me.n bhii Dhal jaa.e
Obaidullah Aleem
Nazm
aurat
ban ke siimaab har ik zarf me.n Dhal jaatii hai
ziist ke aahanii saa.nche me.n bhii Dhalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
mere hamdam mere dost!
terii peshaanii se Dhal jaa.e.n ye tazliil ke daaG
terii biimaar javaanii ko shifaa ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
josh-e-junuu.n me.n dard kii tuGyaaniyo.n ke saath
ashko.n me.n Dhal ga.ii tirii suurat kabhii kabhii