SEARCH RESULTS
Showing search results for "तल्क़ीन-ए-सब्र"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तल्क़ीन-ए-सब्र"
Ghazal
talqiin-e-sabr-o-shukr hai vaa.iz kaa mashGala
kyaa us kii guftuguu hai nahuusat liye hu.e
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
talqiin-e-sabr-o-shukr zabaa.n par hai raat din
dil ko magar mataa'-e-fuzuu.n kii talaash hai
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
un kii jafaa pe ko.ii unhe.n Toktaa nahii.n
talqiin-e-sabr kartaa hai saaraa jahaa.n mujhe
Mahboob Khan Raunaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तल्क़ीन-ए-सब्र"
Ghazal
ek miTTii kaa diyaa us pe tahayyur kaisaa
dekhne aa.ii jise baad-e-sabaa shaam ke baad
Sultan Sabr wani
Ghazal
merii vaabastagii-e-baaG hai iimaa.n meraa
be-samar shaaKH ko siine se lagaa.e rakkhaa
Sultan Sabr wani
Ghazal
talqiin-e-sabr dil se to ko.ii dushmanii na thii
dekhaa ye haal qaabil-e-sharh-o-bayaa.n na thaa
Fani Badayuni
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
kahuu.n ai 'sabr' apnaa mashGala kyaa
ye ik urdu zabaa.n hai aur mai.n huu.n
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
haTaa ke zulf-e-pareshaa.n vo ruKH se yuu.n bole
kabhii ye shaam-o-sahar hii kaa faasla na gayaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
'sabr' hangaam-e-talab shart hai niyyat me.n KHuluus
jaa.egii baab-e-ijaabat pe du.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
aatish-e-Gam ne ye ai 'sabr' mujhe phuu.nkaa hai
raakh me.n apnii hu.aa ho ke mai.n paamaal safed
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
saudaa jo 'sabr' mujh ko hai mizhgaan-e-yaar kaa
nashtar hii ban ga.e hai.n mire muu-e-tan tamaam