SEARCH RESULTS
Showing search results for "दुख-दर्द"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दुख-दर्द"
Ghazal
kyuu.n kisii aur ko dukh dard sunaa.uu.n apne
apnii aa.nkho.n se bhii mai.n zaKHm chhupaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
dukh dard me.n hamesha nikaale tumhaare KHat
aur mil ga.ii KHushii to uchhaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
dukh dard Gam hai.n terii inaayaat zindagii
tuu ne nibhaa.ii.n KHuub rivaayaat zindagii
Khan Hasnain Aqib
PAGE MATCHES FOR "दुख-दर्द"
MORE MATCHES FOR "दुख-दर्द"
Ghazal
apne dukh-dard kaa afsaana banaa laayaa huu.n
ek ik zaKHm ko chehre pe sajaa laayaa huu.n
Azm Shakri
Ghazal
dukh-dard ke maaro.n se miraa zikr na karnaa
ghar jaa.o to yaaro.n se miraa zikr na karnaa
Wasi Shah
Ghazal
har ek pal mujhe dukh dard be-shumaar mile
KHudaa kabhii to mere dil ko bhii qaraar mile
Anis Abr
Ghazal
pahle dukh dard ka.ii dil me.n sambhaale mai.n ne
phir kiyaa KHud ko tire Gam ke havaale mai.n ne
Naz Butt
Ghazal
dukh-dard mire paas bhii jauhar kii tarah hai.n
zulmat me.n vo qindiil-e-munavvar kii tarah hai.n
Zafar Imam
Ghazal
dukh-dard kii Gamgiin kathaa hai ki Gazal hai
har lafz mire Gam kii sadaa hai ki Gazal hai
Qazi anwar
Sher
bas aur to kyaa honaa thaa dukh-dard sunaa kar
yaaro.n ke liye ek tamaasha nikal aataa
Ambar Kharbanda
Ghazal
dukh-dard zamaane me.n uThaataa hai bhalaa kaun
karte hai.n sabhii va.ade nibhaataa hai bhalaa kaun