SEARCH RESULTS
Showing search results for "पड़ाव"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पड़ाव"
Ghazal
tumhaare piichhe lagii hai.n udaasiyaa.n kab se
kisii pa.Daav pe ruk kar inhe.n shikaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
suuraj ke saamne hai.n na.e din ke marhale
ab raat jaa chukii hai guzishta pa.Daav par
Ehsan Danish
Ghazal
kuchh aa.ndhiyaa.n bhii apnii mu.aavin safar me.n thii.n
thak kar pa.Daav Daalaa to KHeme ukha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
bas ik kahaanii hu.ii ye pa.Daav aisaa thaa
mirii chitaa kaa bhii manzar alaav aisaa thaa
Krishn Bihari Noor
PAGE MATCHES FOR "पड़ाव"
BOOKS MATCHES FOR "पड़ाव"
MORE MATCHES FOR "पड़ाव"
Ghazal
chehre faqat pa.Daav hai.n manzil nahii.n tirii
ai kaarvaan-e-ishq tirii raah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
musaafirat ke ka.ii marhale tamaam hu.e
ki merii KHaana-badoshii ko ab pa.Daav bhii de
Shakeel Azmi
Nazm
aao phir se diya jalaen
ham pa.Daav ko samjhe manzil
lakshya hu.aa aa.nkho.n se ojhal
Atal Bihari Vajpayee
Ghazal
maanaa bahut hasiin thaa vo umr kaa pa.Daav
qissa magar na chhe.Diye ahd-e-shabaab kaa
Azhar Nawaz
Short story
Ismat Chughtai
Ghazal
tum us ke ghar kii taraf chal pa.De to ho lekin
ko.ii pa.Daav nahii.n aasmaan se pahle