SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-आग़ोश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हम-आग़ोश"
Sher
sote me.n vo jo mujh se ham-aaGosh ho ga.e
jitne gile the KHvaab-e-faraamosh ho ga.e
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Shadab Javed
Ghazal
badan se ruuh ham-aaGosh hone vaalii thii
phir is ke baa'd subuk-dosh hone vaalii thii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
'umr-bhar Gam se ham-aaGosh rahe ham tab’an
be-iraada kabhii ha.nsnaa bhii pa.Daa maslahatan
Afzal Kiratpuri
Ghazal
ziist yuu.n Gam se ham-aaGosh hu.ii jaatii hai
ishrat-e-rafta faraamosh hu.ii jaatii hai
Syed Salman Gilani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हम-आग़ोश"
Ghazal
ye to ham kah nahii.n sakte vo ham-aaGosh rahaa
haa.n magar dil me.n hamaare ko.ii ruu-posh rahaa
Mast Banarsi
Sher
sunte hii ho ke ham-aaGosh kahaa ha.ns ke tujhe
dard-e-dil kii hai davaa aur bhii darkaar ki bas
Maroof Dehlvi
Ghazal
jis din tum aa ke ham se ham-aaGosh ho ga.e
shikve jo dil me.n the so faraamosh ho ga.e
Meer Mohammadi Bedar
Sher
ye jo mai.n tujh ko ham-aaGosh kiye rahtaa huu.n
jaane kis kis ko faraamosh kiye rahtaa huu.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
mai.n aur ham-aaGosh huu.n us rashk-e-parii se
kab is kii tavaqqo.a mujhe be-baal-o-parii se
Ranjoor Azimabadi
Sher
ye jo mai.n tujh ko ham-aaGosh kiye rahtaa huu.n
jaane kis kis ko faraamosh kiye rahtaa huu.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
apnii hastii KHud ham-aaGosh-e-fanaa ho jaa.egii
mauj-e-dariyaa aab-e-saahil aashnaa ho jaa.egii
Yagana Changezi
Ghazal
Bismil Dehlavi
Ghazal
KHaak me.n mil ke ham-aaGosh-e-baqaa ho jaanaa
ain hastii hai mohabbat me.n fanaa ho jaanaa