SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ullu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".ullu"
Sher
Shauq Bahraichi
Mazahiya
mai.n ne ye kahaa kab ki manaane ke liye aa
mujh kaaTh ke ulluu ko pha.nsaane ke liye aa
Mohammad Yusuf Papa
Sher
cake biscuit khaa.e.nge ulluu-ke-paTThe raat din
aur shariifo.n ke liye aaTaa giraa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
PAGE MATCHES FOR ".ullu"
MORE MATCHES FOR ".ullu"
Nazm
parindon ki music conference
totaa chhe.De thap-thap tabla mainaa giit sunaa.e
ulluu jab mirda.ng bajaa.e kavvaa shor machaa.e
Raja Mehdi Ali Khan
Sher
din me.n to kah rahii thii ki tum mere sher ho
aur us ke baa'd ulluu banaayaa tamaam raat
Nashtar Amrohvi
Mazahiya
Boom Merathi
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
marne ko huu.n raazii mere marne par
dekhuu.n kis kaa ulluu siidhaa hotaa hai
Om Bhutkar Maghloob
Short story
Saadat Hasan Manto
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
garm lohe se tumhaare jism daaGe jaa.e.nge
tum ko ko.De maar kar ulluu banaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Sher
cake biscuit khaa.e.nge ulluu ke paTThe raat-din
aur shariifo.n ke liye aaTaa garaa.n ho jaa.egaa