SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-e-nagma"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aatish-e-nagma"
Ghazal
Naghma Khairabadi
Ghazal
jinhe.n saakin-e-qabr kahte ho 'naGma'
vo sab kar rahe hai.n safar andar andar
Naghma Khairabadi
Ghazal
siine se dabaa.e hu.e ik dard kaa 'naGma'
ham shahr-e-nigaaraa.n se bahut duur chale hai.n
Roopa Mehta Naghma
MORE MATCHES FOR "aatish-e-nagma"
Ghazal
shaam-e-tanhaa.ii ko.ii KHvaab sajaa le 'naGma'
dil kii viiraanii kaa maahaul badal jaa.egaa
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
jaam mai miinaa hai 'aatish' saath me.n hai saaqiyaa
ab na ko.ii aa.e bas in mastiyo.n ke darmiyaa.n
Aatish Muradabadi
Hindi Ghazal
Aatish Muradabadi
Hindi Ghazal
zaKHm-e-dil aaKHir haraa hai ab talak
haal 'aatish' kaa pata ab kyaa kare.n
Aatish Muradabadi
Hindi Ghazal
intizaar dil ko bhii muddato.n se hai jis kaa
gul nahii.n khilaa 'aatish' vo kalii nahii.n aa.ii
Aatish Muradabadi
Ghazal
nii.nd me.n chalne kii aadat KHvaab me.n likhne kaa fan
ek jaisii baat hai to aatish-e-naGma ugaa
Ghayas Mateen
Ghazal
'aatish' sunii hai ahl-e-siyaasat kii guftuguu
sachchaa.iyo.n me.n mirch masaale bahut mile
Aatish Raza Senjpurii
Ghazal
Aatish Raza Senjpurii
Ghazal
harf-e-Gazal se ra.ng-e-tamannaa bhii chhiin le
mai.n jal rahaa huu.n aatish-e-naGma bhii chhiin le
Hameed Almas
Ghazal
ab un kii kufr-saamaanii bhii 'aatish'
dil-o-jaa.n par ibaarat ho ga.ii hai