SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-kade"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "but-kade"
Ghazal
taariik but-kade ko daraKHshaa.n banaa diyaa
sajda kiyaa to kufr ko iimaa.n banaa diyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
is but-kade me.n tuu jo hasii.n-tar lagaa mujhe
apne hii ik KHayaal kaa paikar lagaa mujhe
Shakeb Jalali
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "but-kade"
MORE MATCHES FOR "but-kade"
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
but-kade me.n to tujhe dekh liyaa kartaa thaa
KHaas ka.abe me.n to suurat bhii dikhaa.ii na ga.ii
Muztar Khairabadi
Ghazal
brahman but-kade ke shaiKH baitullaah ke sadqe
kahe.n hai.n jis ko 'saudaa' vo dil-e-aagaah ke sadqe
Mohammad Rafi Sauda
Sher
kal to dekhaa thaa 'mubaarak' but-kade me.n aap ko
aaj hazrat jaa ke masjid me.n musalmaa.n ho ga.e
Mubarak Azimabadi
Sher
Muztar Khairabadi
Ghazal
na but-kade me.n na ka.abe me.n sar jhukaane se
sukuu.n milaa hai tirii anjuman me.n aane se
Fareed Javed
Qita
Akbar Allahabadi
Ghazal
but-kade me.n na tujhe kaabe ke andar paayaa
dono.n aalam se judaa ham ne tiraa ghar paayaa