SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-shikanii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "but-shikanii"
Sher
kartaa hai gar tuu but-shikanii to samajh ke kar
shaayad ki un ke parde me.n zaahid KHudaa bhii ho
Taban Abdul Hai
Sher
shaiKH is but-shikanii par na ho itnaa maGruur
tuu ne to.Daa nahii.n apnaa but-e-pindaar hanuuz
Shaikh Ghulam Ali Rasikh
Article
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
taaqo.n se gire jaate hai.n asnaam-e-KHayaalii
ham but-shikanii-haa-e-nazar dekh rahe hai.n
Sayyad Safdar Hussain
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "but-shikanii"
Ghazal
usii ke naam lagegaa ye jurm-e-but-shikanii
KHazaana jis ne chhupaayaa thaa somnaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
zamaana-saaz na ho gar buto.n kii siim-tanii
to azm-e-but-shikanii bhii hai ain barhamanii
Varis Kirmani
Quote
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
ban ban ke biga.Dte rahe ummiid ke paikar
aazar the magar kaam rahaa but-shikanii se
Ada Jafarey
Sher
KHud hii tasviir banaataa huu.n miTaa detaa huu.n
but-garii mere liye but-shikanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
umr bhar but-shikanii kartaa rahaa aaj magar
apnii hii zaat ke kohsaar se Takraayaa huu.n
Farigh Bukhari
Ghazal
KHud hii tasviir banaataa huu.n miTaa detaa huu.n
but-garii mere liye but-shikanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Nazm
shikwa
tujh ko chho.Daa ki rasuul-e-arabii ko chho.Daa
but-garii pesha kiyaa but-shikanii ko chho.Daa
Allama Iqbal
Ghazal
ye aur hai.n din vaqt gayaa but-shikanii kaa
sajte hu.e patthar ke sanam dekh rahe hai.n