SEARCH RESULTS
Showing search results for "hubb-e-ahamad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hubb-e-ahamad"
Ghazal
ashk-baarii hubb-e-ahamad uns-e-maKHluuq-e-jahaa.n
ye hai.n ajzaa-e-salaasa in se dil ta.amiir kar
Nazar Lakhnawi
Naat
suruur-e-baada-e-hubb-e-nabii se be-KHud huu.n
mirii nigaaho.n se hushiyaar dekhne vaale
Akhtar Aanaulavi
Ghazal
iimaan-o-hubb-e-aal-e-nabii saath hai 'fidaa'
be-zaad-o-raahila ye adam kaa safar nahii.n
Ahmad Hasan Fida
BOOKS MATCHES FOR "hubb-e-ahamad"
MORE MATCHES FOR "hubb-e-ahamad"
Ghazal
mai.n mast-e-baada-e-hubb-e-alii huu.n ai 'anjum'
kabhii bahak na sake jo vo baada-KHvaar huu.n mai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
achchhaa hai ahl-e-jaur kiye jaa.e.n saKHtiyaa.n
phailegii yuu.n hii shorish-e-hubb-e-vatan tamaam
Hasrat Mohani
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na hubb-e-jaah-o-hasham hai na maal-o-zar kii talaash
dar-e-faqiir pe kis ne ye taaj rakkhaa hai
Shoaib Ahmad Khan Shoaib
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai ishq-e-naazir-o-manzuur
mirii namaaz ki hai hubb-e-shaahid-o-mash.huud
Josh Malihabadi
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
baat mandir kii ho yaa masjid kii ho
jazba-e-hubb-e-vatan apnii jagah
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Nazm
Tipu-sultan
mire shahiid tire naa-e-paak se qaume.n
kare.ngii aaya-e-hubb-e-vatan kii tafsiire.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
qalam ko musta.id-e-hubb-e-jaah likh liije
mire gunaaho.n me.n aur ik gunaah likh liije