SEARCH RESULTS
Showing search results for "izzat-e-saadaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "izzat-e-saadaat"
Sher
ma.aal-e-izzat-e-saadaat-e-ishq dekh ke ham
badal ga.e to badalne pe itnii hairat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Sher
phirte hai.n 'miir' KHvaar ko.ii puuchhtaa nahii.n
is aashiqii me.n izzat-e-saadaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
Kulliyat
phirte hai.n 'miir' KHaar ko.ii puuchhtaa nahii.n
is aashiqii me.n izzat-e-saadaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "izzat-e-saadaat"
Ghazal
ma.aal-e-izzat-e-saadaat-e-ishq dekh ke ham
badal ga.e to badalne pe itnii hairat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
kyaa izzat-e-saadaat zaraa der na Thahrii
dastaar bhii paazeb kii jhankaar ke aage
Quaiser Khalid
Ghazal
ab to ham ghar se nikalte hai.n to rakh dete hai.n
taaq par izzat-e-saadaat bhii dastaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
'hijaab' ahl-e-junuu.n me.n shumaar hone kii
asaas izzat-e-saadaat tho.Dii hotii hai
Hijab Abbasi
Ghazal
piine ke baad aql salaamat na rah sakii
is kashmakash me.n izzat-e-saadaat bhii ga.ii
Faizan Asad
Ghazal
'baaqar' se nahii.n izzat-e-saadaat pe kuchh harf
aashiq to banaa phirtaa hai badnaam nahii.n hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
dil gayaa jaan ga.ii izzat-e-saadaat ga.ii
ishq me.n is ke sivaa aur bhii nuqsaan hu.e
Shahabuddin Saqib
Ghazal
yaa husn hii is shahr me.n kaafir nahii.n hotaa
yaa ishq yahaa.n izzat-e-saadaat me.n gum hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
kuchh 'miir' ke haalaat se haasil karo ibrat
le de ke ab ik izzat-e-saadaat rahii hai