SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasb-e-mut.harrik"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasb-e-mut.harrik"
Ghazal
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahl-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Nazm
kya kahiye
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahal-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
laakho.n muhaal aqlii o 'aadii sahii magar
kasb-e-ma.aash sab se hai dushvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Mohammad Khan Sajid
Nazm
mera watan
to ne kasb-e-funuun-e-ja.ng kiyaa
sab me.n shohrat hai terii quvvat kii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
MORE MATCHES FOR "kasb-e-mut.harrik"
Ghazal
kasb-e-kamaal-e-fan kaa hai ye avvalii.n chalan
har aan apne aap ko qurbaan kiijiye
Krishna Mohan
Ghazal
gil-e-vajuud se kartaa hai kasb-e-kuuza-e-jaa.n
KHumaar-e-suud me.n lekin ziyaa.n banaataa hai
Azar Tamanna
Ghazal
ye munhasir hai kasb-e-halaal-o-haraam par
hotaa hai ab du.aa me.n asar kam bahut hii kam
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
ham ne kyaa taraqqii kii kasb-e-ilm-o-fan kar ke
baavajuud-e-koshish bhii KHud ko be-hunar paayaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shohrat kii talab hai ki hai iz.haar kaa chaskaa
ye kasb-e-sataa.ish hai ki phir kasb-e-hunar hai
Mohammad Akram Jazib
Sher
shaayad isii kaa naam jumuud-e-hayaat hai
ahl-e-hunar ko fursat-e-kasb-e-hunar nahii.n