SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilafat o"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khilafat o"
Sher
nikal ke KHuld se un ko milii KHilaafat-e-arz
nikaale jaane kii tohmat hamaare sar aa.ii
Unknown
Rubai
har Gunche se shaaKH-e-gul hai kyuu.n nazr-ba-kaf
hai roz KHilaafat-e-shahanshaah-e-najaf
Meer Anees
MORE MATCHES FOR "khilafat o"
Ghazal
jab KHilaaf-e-maslahat jiine kii naubat aa.ii thii
Duub marte Duub marne me.n agar daanaa.ii thii
Unknown
Ghazal
KHilaaf-e-maz.hab-e-nafrat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
mai.n harf harf mohabbat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
Sapana Ahsaas
Ghazal
KHilaaf-e-haq na hamaaraa bayaan jaa.egaa
vo jaan le ki hamaarii ye jaan jaa.egaa
Zameeruddin Sajid
Sher
ye ehtijaaj ajab hai KHilaaf-e-teG-e-sitam
zamii.n me.n jazb nahii.n ho rahaa hai KHuu.n meraa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
KHilaaf-e-rasm-e-taGazzul Gazal-saraa huu.n mai.n
rubaab-e-vaqt kii big.Dii hu.ii sadaa huu.n mai.n
Jameel Mazhari
Sher
KHilaaf-e-shar.a kabhii shaiKH thuuktaa bhii nahii.n
magar a.ndhere ujaale me.n chuuktaa bhii nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
sairaab ho kabhii ye KHilaaf-e-qayaas hai
apnii nazar ko pyaas to sahraa kii pyaas hai