SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis-e-maatam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "majlis-e-maatam"
Ghazal
shariik-e-kaar-e-ibaadat nahii.n rahe ki ye log
daruun-e-majlis-e-maatam tamaasha karte hai.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
marsiya ho mujhe gaanaa jo sunuu.n furqat me.n
be-tere bazm-e-Ginaa majlis-e-maatam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
kahte hai.n nisf mulaaqaat hai maktuub bhii yaar
kabhii likkho to suu-e-maatam-e-naalaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
majlis-e-maatam banii aane se un ke bazm-e-aish
pa.D gayaa phuulo.n me.n mere Gul mubaarakbaad kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "majlis-e-maatam"
MORE MATCHES FOR "majlis-e-maatam"
Ghazal
mast-e-ahmad se 'maatam' hai.n shakar
ne sumuudii qaum ne aadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
yaa husain-ibn-e-alii 'maatam' ko bhii
kiije daaKHil apne zavvaaro.n ke biich
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
maatam miraa hai yaar sivaa ham ko bazm-e-nuur
saut-e-bukaa se kam nahii.n aavaaz cha.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
'maatam' hai kisii soKHta-dil kaa asar-e-aah
be-vaj.h nahii.n kuucha-e-jaanaa.n me.n lagii aag
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
janaab haidar-e-safdar se 'maatam'
talab auqaat-e-mushkil me.n kar imdaad
Maatam Fazl Mohammad
Marsiya
hogii unhii.n se majlis-e-maatam kii zeb-o-zain
de.nge unhe.n vo lab ki rahe jis pe vaa husain
Meer Anees
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chaaro.n taraf buland hai fariyaad haa.e haa.e
maatam-kada hai qahqah-e-diivaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chaahne vaalo.n kaa kartaa hai zamaana maatam
maatamii rang me.n hai zulf-e-rasaa mere ba.ad