SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-dil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raah-e-dil"
Sher
jo log guzarte hai.n musalsal rah-e-dil se
din eid kaa un ko ho mubaarak tah-e-dil se
Obaid Azam Azmi
Ghazal
ab aap rah-e-dil jo kushaada nahii.n rakhte
ham bhii safar-e-jaa.n kaa iraada nahii.n rakhte
Shakeb Jalali
Sher
raah-e-dil ko rau.nd kar aage nikal jaa.e.nge log
aa.nkh me.n uThtaa Gubaar-e-qaafila rah jaa.egaa
imtiyaz Khan
Ghazal
Ashu Mishra
PAGE MATCHES FOR "raah-e-dil"
MORE MATCHES FOR "raah-e-dil"
Sher
aap jis rah-guzar-e-dil se kabhii guzre the
us pe taa-umr kisii ko bhii guzarne na diyaa
Azad Gulati
Sher
ye raah-e-ishq hai aaKHir ko.ii mazaaq nahii.n
sa.uubato.n se jo ghabraa ga.e ho.n ghar jaa.e.n
Dil Ayubi
Ghazal
ye raah-e-ishq hai aaKHir ko.ii mazaaq nahii.n
sa.uubato.n se jo ghabraa ga.e ho.n ghar jaa.e.n
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Sher
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
kuchh duur nahii.n manzil-e-maqsuud-e-tamannaa
ik faasla-e-qurb-e-rag-e-jaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
faa’ilaatun kaa nasha jin pe cha.Dhaa hai ai dil
vo mere fan kii sataa.ish nahii.n karne vaale