SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahaafii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sahaafii"
Sher
ham shaiKH na leader na musaahib na sahaafii
jo KHud nahii.n karte vo hidaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ye faqr dil-e-zaar kaa ivazaana bahut hai
shaahii nahii.n maa.nge.nge vilaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
luT ga.ii is daur me.n ahl-e-qalam kii aabruu
bik rahe hai.n ab sahaafii be-savaa.o.n kii jagah
Habib Jalib
Mazahiya
vallaah be-bulaa.e baraatii se ho ga.ii
'Gaalib' kii bhe.nT ek sahaafii se ho ga.ii
Saghar Khayyami
PAGE MATCHES FOR "sahaafii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sahaafii"
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
vo ahl-e-dard-o-suKHnavar vo be-misaal KHatiib
siyaasiyaat kaa maahir sahaafii aur adiib
Syeda Farhat
Ghazal
kitne aKHbaar-farosho.n ko sahaafii likkhaa
naa-mukammal ko bhii KHaadim ne izaafii likkhaa
Shakeel Jamali
Nazm
manafi shuur ka ek waraq
sahaafii se is nizaam ko badalne kii darKHvaast kii
magar vo
Zahid Masood
Ghazal
kyaa sahaafii kyaa mu.arriKH kaise aalim kyaa adiib
dekhte hii dekhte baazaar duniyaa ho ga.ii
Mujahid Faraaz
Ghazal
Fay Seen Ejaz
Ghazal
kuchh 'uzr pas-e-va.ada-KHilaafii nahii.n rakhte
ho kaise masiihaa dam-e-shaafii nahii.n rakhte
Anjum Khaleeq
Mazahiya
ik yaar se mai.n ne kahaa do lafz hii likh do
chaltii hai sifaarish yahaa.n aur tum ho sahaafii













