SEARCH RESULTS
Showing search results for "sauda shaikh chand ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sauda shaikh chand ebooks"
Ghazal
maqduur nahii.n us kii tajallii ke bayaa.n kaa
juu.n sham.a saraapaa ho agar sarf zabaa.n kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
meraa vajuud qaabil-e-sahraa to hai nahii.n
saudaa tumhaare ishq kaa rakkhaa to hai nahii.n
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
meraa vajuud qaabil-e-sahraa to hai nahii.n
saudaa tumhaare ishq kaa rakhaa to hai nahii.n
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
sab dam-ba-KHud hai.n nabz kii raftaar dekh kar
tum ha.ns rahe ho haalat-e-biimaar dekh kar
Bismil Azimabadi
Ghazal
sahuu.n na hijr ke sadme kabhii visaal ke baad
ko.ii KHayaal nahii.n dil me.n is KHayaal ke baad
Sayyad Ameer Hasan Badr
MORE MATCHES FOR "sauda shaikh chand ebooks"
Mazahiya
saudaa ye shaa.irii kaa hamaare jo sar me.n hai
hangaama mahfilo.n me.n hai iflaas ghar me.n hai
Rauf Raheem
Ghazal
kis ko saudaa tiraa a zulf-e-pareshaa.n hogaa
kaun paaband-e-balaa-e-shab-e-hijraa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Mazahiya
america aisaa des hai yaaraan-e-tez-gaam
jazbaat to bahut hai.n mohabbat baraa-e-naam
Saghar Khayyami
Ghazal
ai sanam jis ne tujhe chaa.nd sii suurat dii hai
usii allaah ne mujh ko bhii mohabbat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai aah tirii qadr asar ne to na jaanii
go tuj ko laqab ham ne diyaa arsh-makaanii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
alfaaz kii tasviir bahut rang bharii hai
mafhuum ke paikar me.n 'ajab jalva-garii hai
Razi Abuzar
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
huu.n shaiKH mus.hafii kaa mai.n hairaan-e-shaa.erii
allaah muflisii me.n ye kuchh shaan-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
KHushbu ki maut
mire KHudaa-e-buzurg-o-bartar
ye sach hai zaat-o-sifaat tuu hai
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
kaifiyyat aisii hai nigah-e-mast-e-KHvaab me.n
zaahid bhii dekh le to nahaave sharaab me.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Nazm
be-nang-o-nam
raat Dhalte hii ik aavaaz chalii aatii hai
bhuul bhii jaa.o ki mai.n ne tumhe.n chaahaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
jab tak dahaan-e-zaKHm na paidaa kare ko.ii
mushkil ki tujh se raah-e-suKHan vaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Naat
jis din se paa-e-nisbat rakkhaa tirii galii me.n
dekhaa phir ahl-e-dil ne kyaa kyaa tirii galii me.n