SEARCH RESULTS
Showing search results for "tunuk-mizaaj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tunuk-mizaaj"
Sher
tunuk-mizaaj hai malhuuz yuu.n adab rakhnaa
bahut sa.nbhal ke tum us ke labo.n pe lab rakhnaa
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
tunuk-mizaaj hai malhuuz yuu.n adab rakhnaa
bahut sa.nbhal ke tum us ke labo.n pe lab rakhnaa
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
raat us tunuk-mizaaj se kuchh baat ba.Dh ga.ii
vo ruuTh kar gayaa to Gazab raat ba.Dh ga.ii
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
hai tunuk-mizaaj sayyaad kuchh apnaa bas nahii.n hai
mai.n qafas ko le ke u.Dtaa agar iKHtiyaar hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
tunuk-mizaaj hai.n ham yuu.n na roz roz milo
bahut hai aa.o agar gaah gaah dekhne ko
Manmohan Talkh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tunuk-mizaaj"
Nazm
jashn ka din
tunuk-mizaaj hai saaqii na ra.ng-e-mai dekho
bhare jo shiisha cha.Dhaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
blind followers
mizaaj apnaa tunuk-zarf to nahii.n lekin
vatan me.n zor-e-sitam aaj kuchh ziyaada hai
Balmohan panday
Ghazal
yak dam na nibhne detii un kii tunak-mizaajii
rakhte na ham tabii.at apnii agar sambhaale