SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu duniya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "urdu duniya"
Quote
Munawwar Rana
Sher
saik.Do.n aur bhii duniyaa me.n zabaane.n hai.n magar
jis pe martii hai fasaahat vo zabaa.n hai urdu
Unknown
Nazm
urdu
rahegaa qaa.em-o-daa.em mudaam duniyaa me.n
chalegaa sikka-e-urdu tamaam duniyaa me.n
Ahmad Mujaddadi Asad
Sher
urdu hai jis kaa naam hamaarii zabaan hai
duniyaa kii har zabaan se pyaarii zabaan hai
Dattatriya Kaifi
PAGE MATCHES FOR "urdu duniya"
MORE MATCHES FOR "urdu duniya"
Sher
Munawwar Rana
Nazm
aah zor sahab
kaun duniyaa se uTh gayaa mohsin
kis ke Gam me.n ye kho ga.ii urdu
Sulaiman Khateeb
Nazm
hamari zaban
duniyaa kii boliyo.n se matlab nahii.n hame.n kuchh
urdu hai dil hamaaraa urdu hai jaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
urdu
hindostaa.n se chal kar europe pahu.nch ga.ii hai
duniyaa pe chhaa rahii hai urdu zabaa.n hamaarii
Nishtar Jalandhari
Nazm
allama iqbaal
rind-e-mashriq tirii mastii me.n thii KHuddaarii bhii
terii har baat me.n thii ek tarahdaarii bhii
Shadan Barabankvi
Ghazal
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Rubai
mat kahiyo zabaa.n hai ye musalmaano.n kii
urdu to hai duniyaa ke sab insaano.n kii
Ameer Chand Bahar
Nazm
urdu zaban bolo
ai mere pyaare bachcho ai mere achchhe bachcho
urdu zabaan bolo urdu zabaan bolo

