SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-ba-yak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yak-ba-yak"
Sher
kabhii yak-ba-yak tavajjoh kabhii daf.atan taGaaful
mujhe aazmaa rahaa hai ko.ii ruKH badal badal kar
Shakeel Badayuni
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yak-ba-yak"
Sher
yak-ba-yak tark na karnaa thaa mohabbat mujh se
KHair jis tarah se aataa thaa vo aataa jaataa
Haqeer
Ghazal
yak-ba-yak jo kisii kaa KHayaal aa gayaa
ruuh be-KHud hu.ii dil ko haal aa gayaa
Parkash Nath Parvez
Ghazal
yak-ba-yak hogii siyaahii is qadar jaatii rahii
kyaa kahe.n goyaa siyaahii yak sar-e-muu bhii na thii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yak-ba-yak manzar-e-hastii kaa nayaa ho jaanaa
dhuup me.n surma.ii miTTii kaa haraa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
yak-ba-yak chho.D ke maano ko.ii tanhaa TuuTe
jaise patjha.D me.n ko.ii shaaKH se pattaa TuuTe