aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "'jaun-elia'"
mai.n jo huu.n 'jaun-elia' huu.n janaabis kaa behad lihaaz kiijiyegaa
jo guzaarii na jaa sakii ham seham ne vo zindagii guzaarii hai
saarii duniyaa ke Gam hamaare hai.naur sitam ye ki ham tumhaare hai.n
ye mujhe chain kyuu.n nahii.n pa.Dtaaek hii shaKHs thaa jahaan me.n kyaa
zindagii kis tarah basar hogiidil nahii.n lag rahaa mohabbat me.n
kis liye dekhtii ho aa.iinatum to KHud se bhii KHuubsuurat ho
mustaqil boltaa hii rahtaa huu.nkitnaa KHaamosh huu.n mai.n andar se
bahut nazdiik aatii jaa rahii hobichha.Dne kaa iraada kar liyaa kyaa
kaun is ghar kii dekh-bhaal kareroz ik chiiz TuuT jaatii hai
kyaa kahaa ishq jaavedaanii hai!aaKHirii baar mil rahii ho kyaa
yaad use intihaa.ii karte hai.nso ham us kii buraa.ii karte hai.n
dil kii takliif kam nahii.n karteab ko.ii shikva ham nahii.n karte
bin tumhaare kabhii nahii.n aa.iikyaa mirii nii.nd bhii tumhaarii hai
ko.ii mujh tak pahu.nch nahii.n paataaitnaa aasaan hai pataa meraa
kyaa sitam hai ki ab tirii suuratGaur karne pe yaad aatii hai
sab mere baGair mutma.in hai.nmai.n sab ke baGair jii rahaa huu.n
mujhe ab tum se Dar lagne lagaa haitumhe.n mujh se mohabbat ho ga.ii kyaa
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat homai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
kyaa takalluf kare.n ye kahne me.njo bhii KHush hai ham us se jalte hai.n
jaan-levaa thii.n KHvaahishe.n varnavasl se intizaar achchhaa thaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books