SEARCH RESULTS
Showing search results for "'kaamil'"
Sher MATCHES FOR "'kaamil'"
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Allama Iqbal
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
aakaash kii hasiin fazaa.o.n me.n kho gayaa
mai.n is qadar u.Daa ki KHalaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Sher
is qadar mai.n ne sulagte hu.e ghar dekhe hai.n
ab to chubhne lage aa.nkho.n me.n ujaale mujh ko
Kamil Bahzadi
Sher
Kamil Akhtar
Sher
kyaa tire shahr ke insaan hai.n patthar kii tarah
ko.ii naGma ko.ii paayal ko.ii jhankaar nahii.n
Kamil Bahzadi
Sher
kahaa.n ke maahir-o-kaamil ho tum hunar me.n 'adiil'
tumhaare kaam to parvardigaar kartaa hai
Adeel Zaidi
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Sher
Qamar Jalalvi
Sher
log bhopal kii taariif kiyaa karte hai.n
is nagar me.n to tire ghar ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Kamil Bahzadi
Sher
kyuu.n sher-o-shaa.erii ko buraa jaanuu.n 'mus.hafii'
jis shaa.erii ne aarif-e-kaamil kiyaa mujhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
aap daaman ko sitaaro.n se sajaa.e rakhiye
merii qismat me.n to patthar ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Kamil Bahzadi
Sher
dard kii had se guzarnaa to abhii baaqii hai
TuuT kar meraa bikharnaa to abhii baaqii hai
Rashid Kamil
Sher
umr bhar yaad rahaa apnii vafaa.o.n kii tarah
ek vo ahd jise aap ne puuraa na kiyaa