SEARCH RESULTS
Showing search results for "'prem'"
Sher MATCHES FOR "'prem'"
Sher
Prem Bhandari
Sher
Prem Bhandari
Sher
aa.egii har taraf se havaa dastake.n liye
uu.nchaa makaa.n banaa ke bahut khi.Dkiyaa.n na rakh
Prem Kumar Nazar
Sher
kabhii khole to kabhii zulf ko bikhraa.e hai
zindagii shaam hai aur shaam Dhalii jaa.e hai
Prem Warbartani
Sher
rakh dii hai us ne khol ke KHud jism kii kitaab
saada varaq pe le ko.ii manzar utaar de
Prem Kumar Nazar
Sher
jii chaahtaa hai haath lagaa kar bhii dekh le.n
us kaa badan qabaa hai ki us kii qabaa badan
Prem Kumar Nazar
Sher
Prem Bhandari
Sher
ek a.ng.Daa.ii se saare shahr ko nii.nd aa ga.ii
ye tamaashaa mai.n ne dekhaa baam par hotaa hu.aa
Prem Kumar Nazar
Sher
aaj bhii 'prem' ke aur 'krishn' ke afsaane hai.n
aaj bhii vaqt kii jamhuurii zabaa.n hai urdu
Ata Abidi
Sher
yaa to diivaana ha.nse yaa tum jise taufiiq do
varna is duniyaa me.n rah kar muskuraataa kaun hai
Prem Lal Shifa Dehlvi
Sher
Prem Bhandari
Sher
jis par tamaam umr bahut naaz thaa mujhe
meraa vo ilm merii sifaarish na ban sakaa