SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Aldo"
Sher MATCHES FOR ",aldo"
Sher
mohabbat vahii.n tak hai sachchii mohabbat
jahaa.n tak ko.ii ahd-o-paimaa.n nahii.n hai
Arzoo Lakhnavi
Sher
hote hii shaam jalne lagaa yaad kaa alaa.o
aa.nsuu sunaane dukh kii kahaanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Sher
aasmaano.n pe u.Do zehn me.n rakkho ki jo chiiz
KHaak se uThtii hai vo KHaak pe aa jaatii hai
Fartash Syed
Sher
shohrat kii fazaa.o.n me.n itnaa na u.Do 'saaGar'
parvaaz na kho jaa.e in uu.nchii u.Daano.n me.n
Saghar Azmi
Sher
chi.ngaariyaa.n na Daal mire dil ke ghaa.o me.n
mai.n KHud hii jal rahaa huu.n Gamo.n ke alaa.o me.n
Saif Zulfi
Sher
jo akasr baar-var hone se pahle TuuT jaate the
vahii KHasta shikasta ahd-o-paimaa.n yaad aate hai.n
Abdul Hamid Adam
Sher
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sher
tum apne rang nahaa.o tum apnii mauj u.Do
magar hamaarii vafaa bhii nigaah me.n rakhnaa
Mahmooda Ghaziya
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
shaa.irii ilm-o-hunar maz.hab siyaasat baad me.n
sab se pahle aadmii insaan honaa chaahiye
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
raushan alaa.o hote hii aayaa tara.ng me.n
vo qissa-go KHud apne me.n ik daastaan thaa
Amir Hamza Saqib
Sher
ghu.nghaT ulTo ki tumhe.n puuj ke kaafir ho jaa.e
dil-e-bad-baKHt jo iimaan se bhii shaad nahii.n