SEARCH RESULTS
Showing search results for ",BudY"
Sher MATCHES FOR ",budy"
Sher
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Sher
ajnabii buud-o-baash ke qurb-o-javaar me.n milaa
bichh.Daa to vo mujhe kisii aur dayaar me.n milaa
Javed Shaheen
Sher
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
Mirza Ghalib
Sher
kahaa.n hai shaiKH ko sudh-budh maziid piine kii
nasha utaar ga.e tiin chaar jaam us kaa
Anwar Shuoor
Sher
Akhtar Shirani
Sher
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Sher
kyuu.n merii buud-o-baash kii pursish hai har gha.Dii
tum to kaho ki rahte ho do do pahar kahaa.n
Meer Mehdi Majrooh
Sher
buud-o-baash apnii kahe.n kyaa ki ab us bin yuu.n hai
jis tarah se ko.ii majzuub kahii.n baiTh rahaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
hastii kaa raaz kyaa hai Gam-e-hast-o-buud hai
aalam tamaam daam-e-rusuum-o-quyuud hai
Farhat Kanpuri
Sher
agarche saaGar-e-gul hai tamaam-tar be-buud
chhalak rahaa hai chaman me.n magar sharaab-e-vajuud