SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DUba"
Sher MATCHES FOR ",Duba"
Sher
Qateel Shifai
Sher
mai.n tinko.n kaa daaman paka.Dtaa nahii.n huu.n
mohabbat me.n Duubaa to kaisaa sahaaraa
Nushur Wahidi
Sher
Azm Bahzad
Sher
mai.n is umiid pe Duubaa ki tuu bachaa legaa
ab is ke baa'd miraa imtihaan kyaa legaa
Waseem Barelvi
Sher
un aa.nkho.n me.n Daal kar jab aa.nkhe.n us raat
mai.n Duubaa to mil ga.e Duube hu.e jahaaz
Ameeq Hanafi
Sher
Ahsan Marahravi
Sher
mujh ko le Duubaa tiraa shahr me.n yaktaa honaa
dil bahal jaataa agar ko.ii bhii tujh saa hotaa
Shahryar
Sher
paanii me.n zaraa der ko halchal to hu.ii thii
phir yuu.n thaa ki jaise ko.ii Duubaa hii nahii.n thaa
Manzoor Hashmi
Sher
miraa tariiqa zaraa muKHtalif hai suuraj se
jahaa.n pe Duubaa vahii.n se ubharne vaalaa huu.n
Aziz Nabeel
Sher
din bhii Duubaa ki nahii.n ye mujhe ma.aluum nahii.n
jis jagah bujh ga.e aa.nkho.n ke diye raat hu.ii
Manzar Bhopali
Sher
Aziz Nabeel
Sher
Khalilur Rahman Azmi
Sher
Salik Lakhnavi
Sher
GabGab se bachaa dil to zanaKHdaan me.n Duubaa
girdaab me.n kashtii ga.ii tuufaa.n se nikal kar