SEARCH RESULTS
Showing search results for ",dhs"
Sher MATCHES FOR ",dhs"
Sher
is tarah mere gunaaho.n ko vo dho detii hai
maa.n bahut Gusse me.n hotii hai to ro detii hai
Munawwar Rana
Sher
thakan se chuur hai saaraa vajuud ab meraa
mai.n bojh itne Gamo.n kaa to Dho nahii.n saktaa
Babar Rehman Shah
Sher
kap.De safed dho ke jo pahne to kyaa hu.aa
dhonaa vahii jo dil kii siyaahii ko dho.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
ghar me.n das ho.n to ye raunaq nahii.n hogii ghar me.n
ek diivaane se aabaad hai sahraa kaisaa
Riyaz Khairabadi
Sher
sharaab band ho saaqii ke bas kii baat nahii.n
tamaam shahar hai do chaar das kii baat nahii.n
Asad Multani
Sher
das baje raat ko so jaate hai.n KHabre.n sun kar
aa.nkh khultii hai to aKHbaar talab karte hai.n
Shahzad Ahmad
Sher
dho ke tuu meraa lahuu apne hunar ko na chhupaa
ki ye surKHii tirii shamshiir kaa jauhar hii to hai
Zeb Ghauri
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
dil kaa sukuun rizq ke ha.ngaame khaa ga.e
sukh aadmii kaa chand nivaalo.n ne Das liyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Sher
Farhat Ehsas
Sher
allaah-re bhulaapaa mu.nh dho ke KHud vo bole
suu.ngho to ho gayaa ye paanii gulaab kyuu.nkar
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
dho diyaa ashk-e-nadaamat ne gunaaho.n ko mire
tar hu.aa daaman to baare paak daaman ho gayaa
Momin Khan Momin
Sher
KHud apne qatl kaa ilzaam Dho rahaa huu.n abhii
mai.n apnii laash pe sar rakh ke ro rahaa huu.n abhii