SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nQrA"
Sher MATCHES FOR ",nqra"
Sher
kaam hai meraa taGayyur naam hai meraa shabaab
meraa na.ara inqilaab o inqilaab o inqilaab
Josh Malihabadi
Sher
Hafeez Merathi
Sher
agarche ishq me.n aafat hai aur balaa bhii hai
niraa buraa nahii.n ye shaGl kuchh bhalaa bhii hai
Inamullah Khan Yaqeen
Sher
aajizii kahne lagii gar ho bulandii kii talab
dil jhukaa daa.ira-e-na.ara-e-takbiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Sher
tuu hai vo gul ai jaa.n ki tire baaG me.n hai shauq
jibriil ko bulbul kii tarah naara-zanii kaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
Ishq Aurangabadi
Sher
mujhe paarsaa.ii kaa da.avaa nahii.n hai
farishta nahii.n mai.n niraa aadmii huu.n
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
naara-e-daar-o-rasan haadisa-e-kaun-o-makaa.n
KHufta-jaano.n ke liye KHvaab-e-giraa.n hai ki nahii.n