SEARCH RESULTS
Showing search results for ",shcw"
Sher MATCHES FOR ",shcw"
Sher
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
show-case me.n rakkhaa hu.aa aurat kaa jo but hai
guu.ngaa hii sahii phir bhii dil-aavez bahut hai
Krishn Adeeb
Sher
Shiv Narayan Aaram
Sher
mohabbat ko bahut hotii hai Gairat
KHataa un kii hai mai.n sharmaa rahaa huu.n
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
ko.ii ham se KHafaa saa lagtaa hai
varna dil kyuu.n bujhaa saa lagtaa hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
saath teraa rahaa nahii.n baaqii
varna duniyaa me.n kyaa nahii.n baaqii
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
ik daa.imii sukuu.n kii tamannaa hai raat din
ta.ng aa ga.e hai.n gardish-e-shaam-o-sahar se ham
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
vo nikle hai.n saraapaa ban-sa.nvar kar
qayaamat aa.egii ye aaj tai hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
chaahe diivaana kahe.n yaa log saudaa.ii kahe.n
aa ga.e ham sar ko le kar pattharo.n ke shahr me.n
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
sukuu.n-afzaa bahut hai dard-e-ulfat
qaraar ab umr bhar aa.e na aa.e
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Sher
yahaa.n ab shiv kii mahimaa kaun gaa.e
ye kalyug hai yahaa.n raavan nahii.n hai
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Sher
Guruur to.Daa hai raavan kaa mere angad ne
hilaa sake na jo paa ko pachaas ho kar bhii