SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارم"
Sher MATCHES FOR "ارم"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Sher
Allama Iqbal
Sher
Ahmad Faraz
Sher
sochaa hii nahii.n tum ne zaraa baat se pahle
kyo.n shart rakhii tum ne mulaaqaat se pahle
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
hamaare zarf kaa logo.n ne imtihaan liyaa
zaraa sii baat kaa dil me.n malaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Sher
mai.n apne qasr se tanhaa parinde kii tarah niklii
tire dil ke liye apnii riyaasat chho.D aa.ii huu.n
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
harf-e-inkaar hai kyuu.n naar-e-jahannam kaa haliif
sirf iqraar pe kyuu.n baab-e-iram khultaa hai
Waheed Akhtar
Sher
ye zindagii to ko.ii imtihaan lagtii hai
ye pul-siraat bhii ham ne guzar ke dekh liyaa