SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسدؔ"
Sher MATCHES FOR "اسدؔ"
Sher
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
Mirza Ghalib
Sher
zamaana saKHt kam-aazaar hai ba-jaan-e-asad
vagarna ham to tavaqqo zyaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
har ik makaan ko hai makii.n se sharaf 'asad'
majnuu.n jo mar gayaa hai to jangal udaas hai
Mirza Ghalib
Sher
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Sher
hamaare sher hai.n ab sirf dil-lagii ke 'asad'
khulaa ki faa.eda arz-e-hunar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ham bhii 'Gaalib' kii tarah kuucha-e-jaanaa.n se 'asad'
na nikalte to kisii roz nikaale jaate
Asad Awan
Sher
mai.n ne junuu.n se kii jo 'asad' iltimaas-e-ra.ng
KHuun-e-jigar me.n ek hii Gota diyaa mujhe
Mirza Ghalib
Sher
umr-bhar maa.n kii nasiihat pe zamaane me.n 'asad'
faatima-zehraa ke bachcho.n se vafaadaarii kii
Asad Awan
Sher
Mirza Ghalib
Sher
'Gaalib' ke martabe se ye vaaqif nahii.n 'asad'
ye bad-lihaaz nasl hai ahd-e-jadiid kii
Asad Awan
Sher
kal la.D gayaa ki aur pe aashiq hai tuu 'asad'
aayaa hai jab vo yaa.n to ik ilzaam de gayaa
Meer asad
Sher
ham bhii 'Gaalib' kii tarah kuucha-e-jaanaa.n se 'asad'
na nikalte to kisii roz nikaale jaate